Tuesday, February 5, 2008

My first hand at Hindi poetry...:

Tum Ho.

Abhi peeche se ek aahat hui hai
Lagta hai ki Tum ho.

Mudhkar dekhne ki himmat nahin hum main
Us khaali darwaze ki muskurahat main kab se gum tum ho.

Taakte hain veerane main, Lamhon se jhagda hai
Jeet lenge har woh jang, jiski jeet main tum ho.

Hara diya kismat ne to, Sanson se bagawaat kar lenge
Unke har pal chalne ki vajah jo Tum ho.

No comments: